Showing posts with label Shayari. Show all posts
Showing posts with label Shayari. Show all posts

Tuesday, May 13, 2014

love shayari

Mere lafzon ki pehchan agar kar laite woh,
Unhe mujse nahi khud say muhabbat ho jati..!!!

hindi status

मुझे मालूम है कि ये ख्वाब झूठे हैं और ख्वाहिशे अधूरी हैं..
मगर जिंदा रहने के लिए कुछ गलतफहमियां जरूरी हैं !!!

Thursday, April 24, 2014

awesome thought in hindi

जब भी मौका मिलता है खुद से माफ़ी मांग लेता हूँ..

सबसे ज्यादा दिल तो मैंने ही मेरा दुखाया है..|।।

Sunday, February 16, 2014

Naughty shayari

Branded naughty shayari:

If I was Nike and you were McDonald's (wah wah),

If I was Nike and you were McDonald's (wah wah),

Baby, I would have been "just doing it" and you have would been "just loving it"..

Tuesday, January 14, 2014

joke for facebook

 janaza of aashiq is nikla from the gali of mehbuba with very zor-shor,....

 janaza of aashiq is nikla from the gali
of mehbuba with very zor-shor,....

The mehbuba jhaaki from the door & boli- Mar gaya haramkhor"

Sunday, December 29, 2013

shayari for facebook

Toofan mein taash ka ghar nahi banta,

Rone se bigda muqaddar nahi banta,

Duniya ko jitne ka hausla rakho,

Ek haar se koi faqeer aur ek jeet se koi
siqander nahi banta...

Saturday, December 28, 2013

shayari for facebook

Kisi SHAYAR ne maut ko kya khub kaha hai:

Zindagi mei 2 minute koi mere pas na betha

Aaj sab mere paas bethe ja rahe the

Koi tohfa na mila aj tak mujhe

Aaj phool pe phool diye ja rahe the

Taras gaye ham kisi ke ek hath ke liye

Aaj kandhe pe kandhe diye ja rahe the

Do kadam sath chalne ko taiyar na tha koi

Aaj kafila ban sath chale ja rahe the,

Aaj pata chala mujhe ki "MAUT" kitni hasin hai

Kambakht.. Hum to yuhi zindgi jiye ja rahe the

Monday, September 2, 2013

shayari for lovers

Mehakti baharo me tumhe Phuulon ki
tarah dekha hai,
Baraste Sawan me tumhe Buundo ki tarah
dekha hai,
saja rakhe hai jo khwab apni zindagi ki
raho me,
un raho me tumhe apni Dulhan bane
dekha hai....

shayari for lovers

Aankhon ki gehraayi ko samajh nahi paate,
Hoth he magar kuch hum keh nahi paate,
Apni Dil ki baat kis tarah kahe tumse,
Tum wahi ho jinke bina hum reh nahi
paate.

shayari for lovers

Aankhon me rehne wale ko yaad nahi
karte,
Dil me rehne wale ki baat nahi karte,
Hamari to RUUH me bas gaye ho aap,
Tabhi to milne ki FARIYAD nahi karte....

shayari for lovers

Lab khamosh hain aankhon se baat hoti
hai,
Aise hi Mohabbat ki shuruwat hoti hai…..
Tere hi khayalon me khoye rehte hai hum,
Pata nahi kab din kab raat hoti hai….

shayari for lovers

Hamari har khata pe naraz na hona,
apni pyari si muskurahat ko kabhi na
khona,
Sukun milata hain dekh kar aapaki
muskurahat,
hume maut bhi aaye to bhi mat rona.

shayari for lovers

Tanha khud ko kabhi mat hone dena,
apno ko kabhi rone mat dena,
aap bahut khaas hain hamare liye…..
Is khayaal ko apne se kabhi juda hone mat
dena…..!

shayari for lover

Na gujarna eid k din kisi masjid k pas se,
kahin log chand samajh kar roja na tod de,
Kokar khafa khuda tumse kahi…..
Chand jaise chehre banana na chhor de..

shayari for lovers

Woh din din nahi, wo raat raat nahi,
woh pal pal nahi, jis pal teri Yaad nahi,
Teri yadon se maut hame alag kar sake,
Maut ki bhi ye aukat nahi.

shayari for facebook

Tere chehre ne kuch aisa gazab dhaya hai,
Ki tere Husn se aaj chand bhi sharmaya hai,
Maang lete tujhe aaj uss khuda se,
Par woh bhi aaj tera gulam nazar aaya hai!

shayari for lovers

Dil Ki Nazuk Dhadkano Ko
Mere Sanam Tumne Dhadakna Sikha Diya
Jab Se Mila Hai Tera Pyaar Dil Ko
Gum Me Bhi Muskurana Sikha Diya.

Thursday, August 29, 2013

Shayari for lovers

Koi sham aati hai tumhari yaad lekar,
Koi sham jati hai tumari yaad dekar,
Mujhe tho us sham ka intezar hai,,,,,
jo aaye tume saath lekar.

shayari for lovers

Mere chehare ki hansi ho tum,
Mere Dil ki har khushi ho tum,
Mere hontho ki mushkan ho tum,
Dhadakta hai mera ye Dil jishke liye…..
woh Meri Jaan tum ho tum.

shayari for lovers

Dunia jise neend kehti hai,
jane wo kya cheez hai,
Aankhe to hum bhi band karte hai….
par wo aap se milne ki tarkeeb hai...

comment